top of page
Kya Kiya Jaye
Jazim Sharma
Kya Kiya Jaaye Lyrics Penned by Tasneem Jowhar
Ajeeb shehar ka manzar hai kya kiya jaaye
Ghutan Hawa ka Muqaddar Hai Kya Kiya Jaaye
Tamaam sheesha badan hai yahaan nishane par
Harek haath mein pathar hai kya kiya jaaye
Main wo nadi hun jise raasta nahin milta
Zara si door samandar hai kya kiya jaaye