top of page
Kaagar
Jazim Sharma
Shah-E-Makhdum Ali Vali Lyrics Penned by Jay Atre
Ik nazar ka ghazab kar mannaton ke liye
Meri mohabbat ko mazhab kar jannaton ke liye
Tu mujhko jaanta hai na
Ye chehra pehchanta hai na - 2
Zara gaur se dekh idhar bin tere main jaaun kidhar
Mujhe apna maanta hai na
Paane teri saram hari ye Aankh meri bhar chali
Ali wali ali wali shah e makhdum ali wali - 4
Ghoom ghoom banda ye tera aaya hai tere dar par- 2
Bhula bhatka tha dar badar wohi aaya tere ghar par
Bhula bhatka tha dar badar wohi aaya tere ghar par
Ik nazar kar idhar
Ab na kar sakun main sabar
Haan wali dekh idhar mujhe apna samajh
Hai khabar na mere yaar ki na
bikhar jaaun main gali gali gali
Ali wali ali wali shah e makhdum ali wali - 4