top of page
Diwana Hua
Jazim Sharma
Diwana Hua Lyrics Penned by Parthiv Haryanvi
Tere bin jeena mushkil hua
Main tere ishq mein diwana hua
Dil nu dil ton harke
Jaan yaar ton waarke
Yaar da deedaar kar lawaan
Ye beqarari, ye intezaari tumse kya kahein
Ye meri kahaani, meri zubaani tumse kya kahein
Ab haal-e-dil kehna mushkil hua
Main tere ishq mein diwana hua
Deewangi-e-ishq mein ab tu hi sunayi de
Jidhar bhi dekhta hun bas tu hi dikhayi de
Yun tumse door rehna mushkil hua
Main tere ishq mein diwana hua
Tere bin jeena mushkil hua
Main tere ishq mein diwana hua
Dil nu dil ton harke
Jaan yaar ton waarke
Yaar da deedaar kar lawaan
Jazim Sharma
Best Song of Jazim Sharma in Hindi Music, Top Indie Pop Jazim Sharma Songs, Jazim Sharma Songs, Diwana Hua Album
More Related Tracks
bottom of page