top of page
Jazim7.jpg

Khamoshiyan

Jazim Sharma

< Back

Enjoy Khamoshiyan by Jazim Sharma & , a soulful melody from the album Khamoshiyan. Composed by Sushant - Shankar, written by Mahimma Bhardwaj. A masterpiece in the Indie Pop genre, sung in Hindi, Presented by Mahiimma Bhardwaj.

official video

digital platforms

listen now



Khamoshiyan Lyrics Penned by Mahimma Bhardwaj

Raaton ko phir paas aane lagi hain khaamoshiyaan
Chupke se phir baat karne lagi hain khaamoshiyaan
Raaton ko phir paas aane lagi hain khaamoshiyaan
Chupke se phir baat karne lagi hain khaamoshiyaan
Na chaahat koi bayaan ye kare, koi dastaan bunti rahe
Mujhe dekhkar muskuraane lagi hain khaamoshiyaan
Raaton ko phir paas aane lagi hain khaamoshiyaan
Din ke khyaalon se abhi jaane, ye kyun ghabrati hain
Sham ki palkein jo khulein, dheere se ye chali aati hain
Hoon jo pareshaan, main kabhi hanske gale se lagati hain
Chhooke khabon ko mere, dheere se ye gungunati hain
Lagti hain ye masoom si, main jaun jahaan ye jaayein wahin
Zubaan aankhon ki, kuch samjhane lagin hain khaamoshiyaan
Raaton ko phir paas aane lagi hain khaamoshiyaan
Chupke se phir baat karne lagi hain khaamoshiyaan

Pyaar-Bepanah.jpg

Jazim Sharma

Best Song of Jazim Sharma in Hindi Music, Top Indie Pop Jazim Sharma Songs, Jazim Sharma Songs, Khamoshiyan Album

More Related Tracks

bottom of page