top of page


Mujhe Pyar Hua Hai
Jazim Sharma
Mujhe Pyar Hua Hai Lyrics Penned by Parthiv Haryanvi
Dekha jo tujhko dil nisaar hua hai
Lagta hai jaise mujhe pyaar hua hai
Tere ishq mein hua diwana
Tere rang mein rang gaya jaana
Ab yehi hai mera thikana
Ban gaya hai ab yehi fasana
Na aankhon mein neendein
Na dil ko qaraar
Aisa hua hai mujhko
Pehli pehli baar
Zindagi pe koi meharbaan hua hai
Lagta hai jaise mujhe pyaar hua hai
Meri nazron ne tumhein chun liya hai
Teri nazron ne bhi ishaara kiya hai
Kuch to hamaare darmiyaan hua hai
Lagta hai jaise mujhe pyaar hua hai
Dekha jo tujhko dil nisaar hua hai
Lagta hai jaise mujhe pyaar hua hai
Tere ishq mein hua diwana
Tere rang mein rang gaya jaana
Ab yehi hai mera thikana
Ban gaya hai ab yehi fasana

Jazim Sharma
Best Song of Jazim Sharma in Hindi Music, Top Indie Pop Jazim Sharma Songs, Jazim Sharma Songs, Mujhe Pyar Hua Hai Album
More Related Tracks
bottom of page